Skip to main content

Posts

Showing posts from October, 2025

Home loan ,Halkat Sawal Comedy hindi script

 Hello dosto aaj hmm Ek Nayi script likhane wale hain hindi comedy script jo base rahegi Halakat sawal pe . Seen esa hain ki ek Adami jo bhi aap jo uska nam rkhana chaye ( nam main bhi thoda comedy ho to maja aa jayega) Apani story main 2 admi rahenge or koi nahi hain ... Ek rahega bank manger ya to bank se loan dene wala koi bhi adhikari ,Jo ki  loan provide karta hain. Seen-1 (Bank ke bahar se ek adar jata huwa ek yuvak ) Bank ke andar ja raha hain . Seen 2  Bank manager ke room main ghuste huwe ... Bank manager bat kar raha hain Bank manager :-Are bhai batao tumhe kya chayiye? Customer -muze to loan chayiye tumhe kya chayiye? Bank manager -are main bank manager hu ,main loan deta hu leta nahi.. Customer -Kyu tumhe loan ki jarurat nahi padati? Bank manager -Padti hain par abhi muze loan dena hain lena nahi. Customer -kise dena hain? Bank manager -jise loan ki jarurat hogi use dunga . Customer -agar tum loan dusre lo de doge to tumhare pass kya bachega? ( Bank manager gh...