Skip to main content

अकबर बीरबल की कहानी Part -1 hindi Story

 अकबर बीरबल की कहानी

Akbar Birbal kahan

अकबर बीरबल की कहानी  Part -1 hindi Story
अकबर बीरबल की कहानी  Part -1 hindi Story


Note- Ye Kahani Purnataha Kalpanik hai,  kisi or se iska koi samadha nahi hain .. Or copy karne ki koshish na kare agar youtube video ke liye use karni ho to Contact kare  .

 akbar birbal ki kahani


Akbar or Birbal comedy Story' 

Aalsi Log


Ek Vakt ki batt hai jab akbar Apane mehal mai soke utha or aab o apne sabha mai ja raha  ....

Jo ki side mai raja ke pichhe pankha hilate huwe uska nam hai raja darban jo ki daban ka kam karte hain hamare darban  ka kam karte hai 


Raja sabha.mai aa raha hai ...or raja darban chilata hai raja dhi raj maharaj jalaudin Mohammad akbar padhar rahe hai ...apani mota pet ..moti kamar ko halatr hilate aaa rahe hai.....( Pura rajmahal mai sabha mai aaye huwe sabhi log hasane lagate hai) jab akbar bethene lagata hai tab. Aaab o beth rahe hai ...

Maharaj gala chajte huhe aa uuhmmm karte huwe bolta hai dekha birbal aaj mehal mai pura koi kam nahi or sabhi log  bade achhe se kam kar rahe hai hamare desh mai koi aalasi nahi hai..

 Birbal bolta hai, maff karna badshaha par aapko esa lagata hai ki desh maj sab kushal hai vaise dekhe to log aalsi ho gaye hai isliye aaj yaha koi kam nahi hai kyuki koi shikayat lane ke liye tak log aalasi ho chuke hai maharaj tabhi ..akabar bolta hai tum ye galat bol rahe ho birbal tumhe lagata hai ki log aalasi hai par hamara desh kushal hai .akbr bolata  birbal aap ye sabhit karo ki log aalasi hai ,  birbal bolta hai ha thik hain aap subaha 5  baje tayar rahiye ....

Next Morning

 Subaha  5 Baje  sab chohaye pe milate hai , akbar badshaha, Birbal, raj darban, uanaka bachha salim,( Salim ko jahagir raja bhi nam se janate hai ),baldev Singh ,( ranisahiba ke bhai jo Akbar ke Darbar main Vajir Tha,, o chal ke ek Mandir ke pas aate hai or vaha mandir ..akabar badshaha bolta hai lo birbal hmm aaa gaye hain aab batao kya karna hai or tum kaise proup karoge ki praja ke log aalsi ho chuke hai...

   Birbal raja darban or birbal ek bada pathhar utha ke mandir ke rashte mai rakh dete hain  or  us pathhar ke niche 1000 ashrpiya (paise)  inam ke tor pe rakh dete hain. 

6 -baje ek aadami aata hai o pathhar ko dekhata hai or bolata hai kis gadhe ne ye pathhar yaha rakha akkal nahi hai uske paas ( yaha badshaha aakabar ghusaa ho raha hote hai) birbal unhe ghuse ko control karne ko bolta hai or shant ho jata hai o insan   us pathhar ke side se nikal jata hai...

Badshaha naraj ho jata hai, thodibder bad ek pehalavan uski biwi ke sath aata hai o bhi bolta hai  kya log hai kahi bhi pathhar rakh ke chale jate hain kisi ko bhi akkal nahi hain .badshaha fir se naraj ho jata hai or o aadmi pathhar ke side se chala jata hai..

 Thodi der bad ek  aadmi fir se vaha aa jata hai  uska nam hariya hota hai o pathhar dekh ke  bolta hai pathhar raste mai rakh diya o edhar udhar dekhata hai or use vaha koi nahi dikhata fir o pathhar ko side mai rakhene ke bare mai sochta hai. Badshaha khush hote hote birbal se kehta hai dekha birbal ye insan pathhar ko uthane vala hai aab 1000 ashrpiya ka inam bhi ise hi milge tabhi o insan pathhar ko uthate uthate achanak se uth jata hai or bolta hai kisi or ka kam mai kyu karu tabhi o insan vaha se jane lagata hai tabhi side se vajir jo ki ranisahiba ka bhai hota hai o bolta hai are. Bhai ye pathhar utha lo na ja kyu rahe ho. Tab vah bolta kisi or ka kam mai kyu karu bhala baldev ( jo ki ek vajir hai) are  par aane jane vale ko dikkat ho rahi hai , utha lo bhai.o insan bolta hai to tum hi utha lo yah keh ke o insan pathhar ke side se chala jata hai.

 Ese hi chalate chalate subaha ke 11 baj jate hai aab badshaha bbi pareshan ho jata hai koi pathhar ko uthata nahi uapr se galiya deke chala jata hai .

 Dekha jahapana maine kaha tha puri ki puri aawam aalasi ho chuki hai koi kisi ka kam krne ke liye tayar nahi kisi ko kuch nahi padi aaju baju mai kya chal raha hai.

Badasha- Wa birbal- Wa tumne muze bataya tha or vaise hi huwa thodi der bad jab o log vaha se nikalne vale hote hai tab ek budha kisan aata hai jo ki bohat majbur hota hai gareeb hota hai o insan us pathhar ko kuch bole bina hatane ki koshish karta hai, par us insan ae o pathhar nahi hatata o dusro ko madat bhi mangata hai koi uski madat nahi karta tab badshaha samane aata or  baldev or raja darban ko bolta hai ki pathhar vaha se  hata lo jab o log pathhar ko hata dete to 1000 ashrpiya ka potli uske niche se nikalti hai aab o 1000 ashrpiya us budhe kisan ko de dete hai or o kisan ki gareebi dur ho jati hai puri praja mai use ek hi mehanati insan milata hai, ye sab dekh sabko ye sabak mil jata hai agar o bhi mehanat karte or o pthar side mai kar dete to unhe bhi aaj 1000 ashrpiya mil jati,, par kisi ne ye samane vala pathhar nahi uthaya Badshaha  us gareeb kisan ko mehal mai khane ke liye bulata hai .

  Is taraha birbal akbar ko bolata hai ki kitne log hamare desh mai aalsi hain

.

.


Akbar Birbal ki kahani sirf padhne ke liye hain. Aap ise video mai use na kare ,agar aap ise Youtube ke liye use karna chahate hain to dis mai credit de . dhanyawad

comedy script in hindi for youtube


Thank You for reading free hindi Story


Note- Agar aap kisi sp topic pe kahani ya script chahate hai to comment kare or bataiye ki aapko kis topic pe script chayiye or kis taraha ka aapka yt channel hain hmm aapki help karne ki koshish karenge. 


Comments

Post a Comment

Popular posts from this blog

Husband Wife comedy YouTube script hindi for YouTube

 Hello dosto aaj hmm ek nayi or story script likhane wale hain .. Husband' and wife ki comedy script to chaliye shuru karte hai ek nayi comedy video ki script Husband - Are sunati ho mai tumhare liye banaras ki sadi laya hu .....( Plx sound effect) Wife - par tum office se banaras kyu gaye.( Sound effect) Husband - are main nahi gaya , raste main sorum padata hain vaha se le aaya Wife - raste ki jagah school main kyu nahi padata.( Sound effect)  Husband - shorum raste raste main padata matalab shorum raste main hain. Wife - use raste main nahi, baju main hona chayiye,aane jene walo ko taklib hoti hogi. ( Sound effect) Husband - ( ghuse main) mai shorum walo ko bol dunga ki shorum raste se side kar lo, aab khush Wife - uski Khushi ke baare main muze kya pata.. Husband -are tum ye sab chhodo or tumhare bare main batao Wife - mai ek gareeb ghar ki ladki hu mera nam ,,xyz hain mai 12 tak padhi likhi hu or ... Husband - are bas ...(.ghuse se) ye sab muze pata hain .. Wife - to puc...

Aaj ka neta halkat sawal comedy youtube script in hindi

Hello dost aaj nayi script likhne wale hai,hindi free use script rahegi aap ise use kar sakate ho without copyright ,agar copyright ka dar rahe to discription mai link ke dath credit dal dena .....(Script ex jalwa se adharit hai) (Neta gav mai ghus raha hai  loudspeaker laga ke chal raha hai or ese jaise neta pura thaka huwa hain ,) Chalo aata scane pe, Neta :-Aaj ka neta kaisa ho??bilkul mere jaisa ho..? (Bhid mai koi chilla ke bolta hai) Are nahi , Bilkul jo mile vaisa ho. (Changu darwaja khol ke hat mai ek bada danda hai) Changu :-Are netaji Tum fir se aa gaye ,kachara karne ke liye koi or jaga nahi mili kya?? (Public hasne ka reaction) Neta :- kachara nahi  mai prachar kar raha hu.(Ss effects) Changu :-are to yaha kya kar rahe ho ? Neta :- are mai is dekh ka ek bhavi neta hi isliye tumse tumhara vote mangne aaya hu?? Changu :- nahi ,mai tumhe apana vote nahi dunga . Neta :- par kyu? Changu :- agar mai mera vote tumhe de dunga to mere pass kya bachenga? Neta :- Are vote den...

Halkat sawal comedy youtube script in hindi without copyright

 Hello ,aaj hm. Ek or script likhenge hindi story hindi story for youtube and social network drama story.free use ,chalo likhate hain script  (Backchodi story, backchodi background ek police station ek table hai police hai or samne kiya gaya ek aadami) Aadmi ka nam aap kuch rakh sakte ho jaise story ko match kare jaise ki "changu" Changu door se entry kar raha hai.... Police:- Jaladi boliye jaldi boliye  police aapki seva mai hajri hain. Changu:- police aapki seva mai hajir hain. Police:-Abe nakal mat utar , bata kis bat ki FIr likhani hain.ghar mai chori huwi,daka pada, Changu:-nahi ,mere dadaji ko ladka huwa. Police :- abe tu police station aaya hai koi hospital nahi. Changu:-ye police station hai? Police:- nahi ,tere chacha ka ghar hai. Changu:- are mai glat jaga aaya,muze to police station jana tha. Police :- are tu police station hi aaya hai. Changu:- aabhi to tum bole chacha ka ghar aaya hai. Police:- are mere baap tu chhod , bata kya kam hai police station mai tumh...