Hello dosto aaj hamm nayi script likhenge ek mukadama chalaya jayega seen hoga adalat ka chalo bina kisi bakchodi ke shuru karate hain
Juge :- order order order ,Adalat ki karyavahi shru ki jaye, aaj ka mukadama hai dhudh main pani mialne ka case .( Juge ka face expressions gambhir dikhanw la pryas lekin hai chay ka showkin apani juge )
Vakil :- juge sahab mere muvakil ,sharma ji subaha dudh lete hain par unge dhudh dudh kam or pani jada milata hai .
Gokul dudh wala :- juge sahab ye shebada vakil zut bol raha hai , mai subaha uth ke apani mais ko ram Ram karke dudh nikalata hu.
Juge :-abe abe tu tu shant beth,, jab bola jaye tab bolna .
Dudh wala :- ji aap jab bolo tab bolunga , vaise aap kuch puchh hi lijiye subaha se khali betha hu.
Juge :- ( hatodi marte huwe) chuup tu chup
Juge :- to mukdama dudh main pani milane ka haim,
Vakil :-ha juge sahab,ye dudhwala.duhd main pani milata hain.
Juge :- kya tumhare pass iska koi saboot hai?
Vakil :- ha juge sahab main apane gavaha ,sharma ji ko bulana chahata hu .
Juge :- bulao.
Buland aavaj main ( nak main ungli karte huwe ..)
Darban:- shrama hajir ho.........hooooooo....oohooohoooo
Juge:- aabe bas , kya kan ke parde fad dega kya?
Vakil :- sharma ji main aapko sirf sawal karunga aap sirf jawab doge sirf jawab , To batayiye ki aapko kaise pata chala ki dhudh main pani mila huwa hain
Sharma ji:- Sahab dudh etana patala tha ki, Chay banayi to chay ko bhi sharam aa gayi rang esa tha ki jaise badal barsne ke bad badal ka ka hota hain.
Vakil :- or swad
Sharma :- Swad aisa ki billi tak muh fer le ...sala hamare yaha billi aaj tak kych dekh ke muh muh nahi fera par yah dudh. Thu thu thu....
( Cort main hasi ki aavaj gunj uthati hain)
Juge:- shant shant.... order order ordere...
Vakil:- (dudh wale se) batao dudhwale sach batao dudh mai pani milate ho ya nahi?
Dudh wala:- nahi mai dudh main pani nahi milata mai dudh mai sirt dudh milata hu..
Vakil:- ( chokte huwe ) dudh main dudh .
Dudhwala:- ji ha भैंस ka dudh or gay ka dudh mix karta hu.
Vakil :- To pani kaha se aaya ?
Dudhwala :- sahab pani to भैंस piti hain.main thodi na pita hu भैंस jitana pani piyegi usme se thoda to pani dudh main aayega hi na, isme mera kya kasoor ?
Vakil:- tum kehana kya chahate ho ,भैंस khud pani milati hain
( Hindi comedy script in hindi )
Dudhwala:- mais to andar hi mix kar dalati hai ..
( Pure Cort main hasi gunj uthati hain)
Jauge:- ( hasi rokate huwe ) chalo karyawahi aage badhao...
( Vakil sharma ki taraf mudte huwe sawal karta hain.)
Vakil:- sharma ek akhari sawal! Aap dudh ko ghar main kaise rakhate ho??
Sharma:- firz main rakhata hu vakil sahab..
Vakil:- friz main kon rkahata hain?
Sharma ji:- sab log rakahte hain ,kyu aap nahi rakhte?
Vakil:- are matalb tumare ghar main friz main dudh kon rakhata hai?
Sharma:-Ji main hi rkhata hu
Vakil:- dudh jada din chale iske liye kuchh karte ho??
Sharma:-( thoda ghabarate huwe?) ji ...o. ....kbhi kabhi thoda pani mila deta hu .Taki mahina chal jaye.
Vakil:-
Vakil:- kya aap khud dudh main pani dalate ho?
Sharma:- shab muze meri wife ne kaha hain dudh mehanga ho gaya thoda sambhal ke use kiya karo.
Vakil:- matalab tumhare wife ne kaha dudh main pani milate ho??
Juge :adalat apana faisala sunati hain ki ,dudhwale ko baijjat badi kiya jaye , or sharma ko adesh diya jata hain ki dudh main pani na milaye ..dukmh ko dudh hi rahene de ..wife ki bate sun kar edhar ka udhar na kare ..
Vakil:- or mera kya juge sahab ...?
Juge:- tum chay pilaoge or o bhi bina pani wali..
Juge:- (ho hatoda patak ke)Takliya .
END. HO JATA HAIN.....
Comments
Post a Comment